You tube par Daily hajaro -karodo user video dekhte hai kiyuki jab bhi kisi ko koi bhi video dekhna ho ta hai waha sabse pehle you tube hi open karta hai our video search karta lekin ab you tube par hum keval video hi nahi dekh sakte hai balki us me kai sare feature hai jinki help se hum you tube ke video bhi download kar sakte hai Aaise kai user hai jinko pata bhi nahi hai ki you tube ke video bhi download kar sakte hai our aaj hum aap ko kuch ise hi trick ke bare batene ja rahe hai jinki help se aap ban jayege smart to aaye jante hai kya hai wo tricks
Contents
1. Video download karne ki tricks
Kisi bhi video ko download karne ke liye sabse pehle you tube par jakar aapko aapna Favorite video ya song ko open karna hoga is ke baad use open karte hi you tube ke URL me jakar you tube ke last teen word ko hata di jiye is ke hatate hi enter kar di jiye our yah shidhe yout.com par le jaye phir naya page opne hote hi apko video ke format ka option milega is ka matlab hai ki is me aap ko MP3 our MP4 dono ke hi video download karne ki service milegi our yahi nahi balki ya par aapko video ki quality ka bhi option mile ga sath hi is me aapko nicher ki taraf ek red dot me Record option hoga jis par click karte hai video download our save dono hi ho jayega.
2. Kisi video ko GIF me change karna
Yaadi aap kisi bhi video ka GIF images banana chahte hai to yah bahut hi aasan kaam hai our is ke liye aap ko you tube URL par jakar you tube word se pehle GIF word likhkar enter kar di jiye our is ke baad ek naya page open ho jayega jiske search baar me jakar aap kisi bhi video ko GIF me change kar sakte hai.
3. Apne keyword ka used kar ke chalaye you tube
Yaadi koi user chahe to waha bina kisi mouse ke bhi keval keyword se hi you tube ko Access kar sakte hai is ke liye URL me jakar leanback type karna hoga is ke baad me you tube page keval key word se hi used kiya ja sake ga .
4. Song repetition facility
You tube par yaadi aap ko aapna koi Favorite song sunna ho our aap chahte hai ki waha song baar-baar Repeat hota rahe to is ke liye aapko URL me youtube word ke age repeat jod di jiye yah ek naya page par le jakar waha par aapka favorite song hi aapko sunaye ga.
5. You tube Secret
You tube par jab bhi koi naya append kiya jaye ga to aap ko is ki jaankaari pehle hi mi sakti hai lekin is ke liye aap ko you tube URL link par jakar https://www.youtube.com/testtube is par click karna hoga jiske baad me ek naya page open hoga our usme jab bhi you tube koi naya append kare ga to us ki jaankaari aap ko mil jaye gi.
6. You tube par dance ka maja
Agar aap online baidhe-bhaidhe bor ho rahe ho to aap you tube ke search baar me jakar do the harlem shake type kar di jiye is ke baad me enter par click kar di jiye enter karte hi aapko ek song sunai dega jiske sath me you tube Screen bhi klarne lage ga dance.
7. Font ke sath me aap color bhi change kar sakte hai
Yaadi aap ek hi color ko dekh kar bore ho gaye hai to Aaise colorful banane ke liye aap ko you tube ke search baar me jakar doge meme search par click karna hoga is ke baad aap dekhiye ki aapke you tube par sabhi text colorful ho gaye hai our is ke sath hi text ka font bhi change ho jayega.
मुझे बाज़ार चोक चाँद dist Chhindwara me atm लगवाना हे किसी कंपनी का कांटेक्ट digiye
ATM मशीन कैसे लगवायें? एटीएम लगवाने के लिए कैसे करें आवेदन?