Aaj kal har kaam computer se hi kiya jata hai bina computer ke koi kaam nahi hota hai is liye aaj kal har kisi ke pass me computer hota hi hai lekin jab aap computer ko open kar ke My computer ko open karte hai tab aapko kya dikhta hai kya aapke pc ke window ke Explorer ki window kuch Aaisi prakar dikhai deti hogi agar aap un user me se ek hai jo windows ke default ko change karte hai our windows Factory setting ke sath computer ka use karte hai to aap ne dekha hoga ki apke pc ke Drive letters C se start hota hai .
Is ke sath hi kya aap logo ne kabhi yah socha hai ki sabhi windows PC drive letters me C se start hote hai iske baad me anye Partitions ko D,E letters hote hai our jab bhi hard disk par Windows operating system install hoti hai tab waha sabse pahle drive letters C par hi install hoti hai lekin yah kya hota hai our kyu ms windows pc me default drive A ke bajaye C drive hota hai iske age ke sabhi drive ko D,E ke letters diye gaye hai agar aap USB drive plug karte hai to to unhe F drive letters milta hai to A our B letters kyu nahi hote hai .
Ye hai karan hai
Aap thoda Surprised bhi ho sakte kyu ki hard Disk Drive jo is dino computer me install hai our computer ka basic storage unit hai our yah 1980 sun me computer me shaamil nahio tha pahle computer me normally jyada khrch ke karan Internal Storage Devices ke sath nahi aate the iske badale unme ek normal Floppy disk “reader the . jo 51/4 floppy disk ko rid karte the jisme MS –Dos our kuch operating system me inka label A huwa karta tha. Kuch system do Aaisi floppy disk ke sath aate the jisme dusre reader ka label B hota tha .
Jab 3.5 floppy disk ko Usually end kiya jane laga tab A our B label ko dono floppy drive ke liye used kiya jane laga jab 1980 ke Decade ke baad ke hard disk drive ka used kiya jane laga tab we jyada tar computer ke liye ek Standard ban gaye lekin jab pahle do letters A our B ka pahle se in floppy drive ke liye used kiya gaya tha. To unhone Logical is tisre storage Device ko C label diya hai lekin ab time change ho gaya hai our floppy disk puri tarah se hata diye gaye lekin kisi tarah C label hard disk drive ke sath fas gaya our yahi wajah jyada tar computer me hard drive ka pahla Partition ka letter C rahta hai .
Software Download Website : Computer सॉफ्टवेयर डाउनलोड कैसे करें?
Computer/Laptop मे Auto install Software/Application इस तरह करे करें Uninstall/Remove
क्या आपका Computer और Laptop अचानक से बंद हो जाता है
Is Tarah Banaye Computer/Laptop Me Colorful Folder