Website Content Copy Hone Se Kaise Bachaye
website our creator ke liye sabse badi problem hoti hai ki wah apne website me jo bhi content hai use copy hone se kaise bachaye kiyuki ki aaj kal har koi chahta hai ki ham bina mehant kiye kisi dosre se jyada popular ho jaye. lekin unhe yah nahi pata ki original hameshaa original hota hai our copy hamesha copy hi rahta hai. is liye aapko tension lene ki koi jarurat nahi ki aapke content copy hone se aap kaise ruke ge kiyuki ham kisi bhi photo our video ko copy hone se badi hi aasani se ruk sakte hai. jaise ki you tube par kisi bhi prakar ka video upload karte hai to you tube hame turant hi bata deta hai ki yah video copy kiya huwa hai.
Lekin hamare pass hamari website me isa koi option nahi hota hai jisse ham pata kar sake ki hamaari website se kisne content copy kiya hai. lekin ha hamari website me kuch ise option hai jisse ham aapne content ko copy karne se ruk sakte hai. lekin aap ko is ke liye ek word press ka Plugin install karna hoga . Our yah plug aapki ke features ko band kar dega.
Jaise koi aapke content select nahi hogi .
Right click bhi kaam nahi kare ga .
Page source view band ho jayega .
Jab bhi koi aapki content ko copy kare ga to use right click karne pe ek massage dikhayega .
Iske liye aapko word press ke official store par free plug-in mil jayega lekin is ke liye aapko 2 plug-in ke naam milge jin mese aapko 1 ka used karna hai. jaise .
Word press content copy protection
Word press content copy protection & no right click
In me se aapko 2 Number wala aapko jyada aache features de ga ya phir aap yah free wala plug-in install kar le” WordPress Dashboard > Plugins > Add new > Search = WP Content Copy Protection & No Right Click
Is ke baad aap install our activate ho jaye to aap setting par click kar sakte hai .
Us ke baad aap word press copy protection par click kar de
Phir usme aapna massage bhare.
Our save setting me click karde.