Jab se humari life me smart technology aaye hai jab se hi kai logo ko photo our video banane me bahut hi Interest lene lag gaye hai our interest hi nahi balki in video se waha kai paise bhi kamane lag kai hai lekin agar yah video kisi phone yah camera se banai gaye hai to aap ko un video ko kisi bhi website yah kisi bhi jaga par upload karne se pehle us video ko acche se edit karna hoga. Our in video ko edit karne ke liye hume kai tarah ke software ka used karna padta hai aaj kal itne best video editing software aagaye hai ki aap kisi bhi video ko kisi bhi tarah se edit kar sakte hai jinse hum apne video ko ek alag hi roop de sakte hai.
Agar aap jo video banate hai unhe aap you tube jaise popular website par upload karna chahte hai. To is ke liye aap ko video ko edit karne ke bahut jyada jarurat padgi kiyuki yaadi aap ne un video ko acche se edit nahi kiye hoge to koi user un video ko dekhe ga hi nahi is liye aap ko video ko acchi tarah se editing karna bahut hi jaruri hai our is liye aaj hum aap logo ke liye kuch ise video editing software ke bare me bataye ge jinse aap best video edit kar sakte hai to aaye dekhte hai kaiun se hai wo software .
Contents
1. Sonny Vegas pro
Sonny Vegas pro video editor software ko sonny Vegas movie studio ko Upgrading karke banaya gaya hai is software ke andar bahut hi jyada features hote hai is software ki sabse khass baat yah hai ki yah 3d editing karta hai our 4 ke video ko bhi sport karta hai agar aap kisi bhi Professional kaam ke liye yah video editor ka used karna chahte hai to aap ko is ke liye editor software ka used kar sakte hai jiske liye aap ko jdaya price dene padegi lekin yah bahut hi best editing hai our is ki price $ 599.95 hai is editor me AVI, MP4, WMV, WMA, OMA, OGG, AAF, AIF files ko sport karta hai.
2. Video pad editor
Video pad editor yah window user ke liye bahut hi used hai kiyuki is ke nadar power full features our normal hai is video editor ke nadar teen tarah ke Section hote hai jiski help se aap video editing kar sakte hai is me aap viewer ,resource iska sirf window me hi used kiya ja sakta hai our is ke nadar sabhi tarah ki window hd video format sport karte hai phir chahe wo input ho yah output ho is me aap free me download kar sakte hai.
3. I movie
Yah imovie bhi ek bahut hi popular editor software hai jisko Apple ne Develop kiya hai Apple ne is develop sirf Macintosh our ios device me hi chal sakta hai is software me aapko kai tarah ke features milege our isko aap apne iphone ,ipod ipad me bhi used kar sakte hai. Is me aapko hd video format sport milta hai phir chahe ho output ho ya input ho aap ise free me hi download kar sakte hai agar ap ise used kar chahte hai to yah aap ko $ 14.99 price me milege.
4. Adobe premier pro
Ya video editor software windowour MAC ke liye hai ise bhi apple ne hi develop kiya hai yah bahut hi high quality ki video editor software hai. Yah software kisi chote kaam ke video ke liye used nahi kiya jata hai lekin kisi Professional video studio me iska used kiya jata hai is software meyaadi hum is ki price ki baat kare to is video editor ke alag-alag features me alag-alag price hoti hai.
5. Final cut pro
Final cut pro video editor ko window editing ke liye used kiya jata hai is video editor ko bahut hi bade-bade studio me hi used kiya jata hai our yah itna popular hai ki Professional editor bhi Aaise hi used karte hai is final cut pro ki sab se acchi baat yah hai ki is me ek Interface hai our is me computer ke bahut se shutout used kiye jate hai yah editor input me VI, MP4, MKV, FLV, AMV, 3GP, MPG, DAT, VCD our files ko sport kar sakta hai output me yah AVI, MP4, WMV, SWF, FLV, MPG files ko sport kar sakta hai iski price kam se kam $ 299 hai.
6. Sonny Vegas movie studio
Yah sonny vegas movie studio sabse best video editing software hai agar aap kam Bribery Source ka used karna chahte hai to yah sabse best video editor hai is editor ko jyada tara Professional studio hi used karte ahi kiyuki isme koi bhi video jaldi se edit ho jate hai is ko kharidane ke liye aapko $ 49.95 milega .
7. Light works
Agar aap alag-alag video plat form ke liye alag –alag video editor software ka used karte hai to hum aap ko bata de ki yah video editor sabhi tarah ke plat form ko sport karta hai is liye aap alag –alag tarah ki video ko bhi ek sath edit kar sakte is me aapko malty cap editing our bahut sare video features aap ko mil jayege .
8. Corel video studio
Yah corel video studio bahut hi saral editor software hai agar aap Simple ghar me hi video editing karne ke liye ise used karna chahte hai to yah sabse accha editor hai our yadi aap ise apne Professional kaam ke liye used karna chahte hai to is ke liye aap iska Ultimate Version kharidana hoga is ke liye aapko kuch price bhi deni hogi our yah input ke andar sabhi tarah ke format ke video ko sport karta hai chahe wo DSLR yaa ipad yah phir koi smart phone hi kiyu na ho our is corel video studio ki price $ 79.99 hai.
YouTube Offline : Youtube Par Offline Video Dekhe
Kaise Download Kare Online Facebook Videos
फ्री में देखिये ऑनलाइन HD Movie