digital duniya ne humari life ko jitna aasan banaya hai utne hi humari life me changes bhi kiye hai. Is technology ne jis tarah se humari life ko sabse jyada aasan our saral banaya hai to waha hai cheeje hai humara smart phone ji ha humara ek chota sa smart phone jiski wajah se humari puri life change ho gaye hai is chote se mobile phone se jab bhi hume kisi se bhi kitni bhi dur se baat karni ho to hume bade hi asani se is chote se mobile phone se turant hi kisi se bhi baat kar sakte hai. Lekin is chote se phone ne jis tarah se humari life ko aasan banaya hai use tarah se humari kai cheejo ko mushkil bhi bana diya hai jaise ki pehle hume sabhi ke mobile number yaad rahte the lekin jab se yah smart phone humare pass aaya jab se to kai log apna kud ka number bhi bhul jate hai our yaad rahta hai to keval aapna phone
Pehle to hum apne number ke sath-sath me apne ghar wala ka bhi mobile number yaad rakhte the lekin lekin jaise-jaise humara desh digital hote jar aha hai waise-waise hum aapni personal cheeje bhulte ja rahe hai is liye aaj hum aap ko kuch ise tricks batane jaa rahe hi jinse yadi aap apna number bhul bhi kai to aap us badi aasani se apna number jaan payege.
Contents
Airtel customer care number
Agar aap airtel sim ke costumer hai to jab bhi aap apna mobile number bhul jaye to aap mobile par *121*9# Dial karke apna mobile number jaan sakte hai.
Vodafone Idea customer care number
dea ki sim used karne wale user ko apne mobile par 199 dial karke apna mobile number jaan sakte hai.
BSNL customer care number
Jo costumer BSNL ki sim used karte hai unko apne mobile me *1# dial karna hoga us ke baad hi waha apna mobile number jaan sakte hai.
Jio customer care number
Aircel sim used karne wale user ke liye hai 198 hai jise dial kar ke hi aap apna mobile number jaan sakte hai.
VIP Mobile Number चाहिए तो घर बैठे करें Apply
Hide Your Mobile Number : प्राइवेट नंबर कैसे बनाते हैं, प्राइवेट नंबर से कॉल कैसे करते हैं?