Aaj kal koi bhi device ho use charge karne ki jarurat padti hai phir chahe wo smart phone ho ,ipod ,tablet ho ya kisi bhi tarah ka koi bhi gadget ho our kai baar hume Accounting par bhi jana padta hai jis me sabse jyada problem hoti hai hume apne smart phone ko charge karne ki smart phone me kai sare Apps hone ke karan is ki buttery bahut hi jaldi discharge ho jati hai jiski wajah se hume kai tarah ki problem hoti hai our agar hum kai bhi bahar jate hai to har jagah par hume mobile charging ki Facility mil hi jaye ye jaruri nahi hai is liye aaj hum aap ko batane wale hai ki mobile charging ki is problem se niptane ke liye kuch solutions tips
Contents
1. Solar charging
Suraj ko Energy ka sabse Major source mana gaya hai ise aap apna mobile bhi charge kar sakte hai lekin is ke liye aap ke pass me solar charging hona bahut hi jaruri hai .
2. Backup Battery
agar aap bahaar jaye to apne sath ek extra buttery lekar jarura jaye yah bahut hi accha option hai ise power bank bhi kaha jata hai power bank ki help se aap apna phone kabhi bhi kahi bhi charge kar sakte hai .
3. Pasine se bhi kar sakte hai phone charge
research ne ek Aaise Tattoos banaya hai jo Chemical Reaction ki help se electricity banata hai to is tarah se aap tattoos ka used kar ke bhi ab apne pasine se bhi apna phone chaege kar sakte hai.
4. Car Charge
Yaadi aap apna jyada se jyad time apni car Travel me hi bitaate hai to aap usme ek charge lagva kar rakhe yah apko Kafi Long trip ke dauran car me hi apna gadget charge karne me help karega .
5. Hand Crank Charger
Hand crank charger yah ek bahut hi accha pocket charge hai jo chote se Dynamo ki tarah kaam karta hai isme lage Pedal ko hatho se ghuma kar aap kuch hi time tak apne phone me tock used kar sakte hai.
6. Solar Packpack
Agar aap ke pass solar backpack hai to aap kai bhi kiyu na chale jaye aap ko kisi prkar ko charging rakhne ki koi jarura nahi padegi.
7. Dhup me na rakhe apna phone
Apne kai baar dekha hoga ki jab hum aap na phone dhup me rakhte hai to phone bahut hi garam ho jata hai lekin is ka matlab yah nahi ki phone charge bhi ho jayega is liye isa kabhi na kare kiyuki is se aap ka phone Over heat hona shuru ho jayega .
Smartphone से Computer पर Internet कैसे चलाएं?
Apne Mobile Ko Sell Karne ke Pehle Aaise Kare Data Delete