Aap sab logo ne kisi bhi tarah ke password heck karne ke bare me to suna hi hoga joki aaj kal bahut chal raha hai kiyuki aaj kal koi bhi kabhi bhi kisi ka bhi password bahut hai aasani se heck kar leta hai our uska galt used kar lata hai. kiyuki jyada tar log aapna password aapna phone ka number hi rakhte hai jisse hacker bahut hi aasani se aapka password heck kar lata hai.
lekin yaadi aap aapna password aapne phone number ke alava kuch alag password banaa kar rakhte hai to hacker aapka password ko kabhi heck nahi kar payega. Our aap ko apna password yaad karne me bhi koi muskil nahi hogi.
Is liye ham aapke liye strong password lekar aaye hai is me aapko kuch simple tips ko dhyan me rakhna hoga. our phir is ke baad aapka normal password strong ban jayega . dekhiye ye kuch tips
Contents
1. Keyboard pattern ka use kare
Keyword pattern ka use me aapko is strong password ka sabse aasan tarika hai is ke liye aapko board me se koi bhi 3-4 key ko select kare our usi ke hisaab se aapkoi bhi password bana sakta hai .jiasa ki aap ke phone number ke aakhiri digit hai 678 hai to aap keyboard me use ke niche se aap koi bhi Pattern banaye our phir usi ka password banaye Jaise “3wsc7rfb3tgn” yah phir aap Symbol bhi laga sakte hai jaise ki @wqsc$rdb%tg is tarah ka password koi such nahi sakta hai .
2. Special symbol ka used kare
Special symbol ka used kar ke aap bahut hi aasan sa password bana sakte hai lekin is ke liye ek trict ka used karna hai jaisa ki maan liye apke pass koi line hai pain is gainis line ko aap password bhi na sakte hai jaise “P@IN!&G@!N our is tarah ke password ko koi bhi heck karna bahut hi moskil hoga .
3. Apne Favorite song ki koi bhi line se apna password banaye
Aapne password ko aasan karne ke kiye aap apna password me apne favorite song ka bhi used kar sakte hai. Our use me special symbol bhi laga sakte hai.
4. Kisi bhi website ke naam se password
Jo logo internet ka used karte hai unhe kai sari website ke naam bhi yaad rakhne padte hai our password bhi yaad rakhne padte hai. our kuch log to aapni sare website ke password ek hi jaise rakh lete hai jiske karan unke sare Account ek sath hi heck ho jate hai. is liye aap ek jise password ki jagah aap alag –alag password rakhna chahiye jaise ki facebook ke liye aapko =FP@IN!$G@!NB is tarah se aap apna password bana sakte hai.
Secure Password Generator karne ke liye app website use bhi kar sakte hai passwordsgenerator
पासवर्ड याद रखने के लिए ये हैं 5 Best Password Manager