Aja kal har kisi ke hath me aap ko smart phone dikai dega kiyuki Humari life me humaa smart phone humare liye sab se jyada jaruri cheeje ban gaya hai jiske bina humara rahna bahut hi mushkil ho gaya hai jisme hi aksar Aaisa hota hai ki hum Aaisi situation me fans jate hai jisme jab hume kisi ko bhi Urgent call karna hota hai to hameshaa hi network ki problem hone lag jati hai our ise hi kuch problem se niptane ke liye aaj hum smart phone user ke liye kuch Aaise tips lekar aye hai jinse aap ki network ki problem ho jate gi khtam to aaye jante hai kya hai wo tips .
Sabhi call an number par forward kare
Kisi bhi particular Area me wik signal hone par sabhi call us area me sahi kaam karne wale anye number par forward kar de
Booster ka use kare
Apne ghar yaa office ne wik signal ki problem hone par us sthaan par booster install kare booster ko Aaise sthaan par lagaye jaha par bahut hi acche signal milte ho isse aap ki network ki problem dur ho jaye gi.
Window khol de
Agar aap ke smart phone network ki problem ho rahi hai to aap apne ghar me ho ya office me waha ki khidki khol de phir aapke phone me milne wale signal ki Quantity our badh jayegi .
Phone ka kavar cover nikal de
Jab bhi aapke phone ka network na mile to aap apne phone ke cover ko jaldi se nikal de taaki aapke phone ka signal mile is liye apne phone ko us time bina cover ke hi use kare .
Mobile Thik Se Pakde
Jis time bhi aap ke phone ka signal jaye to aap apne phone tight bilkul bhi naa pakde kiyuki isse aapke phone me ek our leyar jud jaati hai jisse phone me signal receive ya send karne me kai problem aane lagti hai .
क्या (Free WiFi Network) सुरक्षित है फ्री वाईफाई का उपयोग कैसे करें?