Kai baar ham hamare kaam ko saral our Aasan banane ke liye esi galatiya karte hai. Jinse hame baad me kafi pareshani yo ka samna karna padta hai. Our yah galatiya hamare personal data ko bhi nukasan pahucha raha hai. Jaise hamare data chori hone ka dar bhi bad jata hai. Is liye jante in tech world ke 8 adato ke bare me.
Contents
1. Computer laptop ya phone restart na karna
Computer ya laptop ko Logoff ya Sleep mood par rakhne se unme koi kharabi nahi Aayegi lekin kabhi time tak ye jari rakhne se aap ka system silo ho jayega system restart karne se background me chal rahe process our software band ho jayege is liye computer ko week me kam se kam do baar restart jarura jare .
2. Sone se pehle notification ko check karna
Smart phone our tablet ko sone se pehle lagatar dekhne se memory los bhi ho sakti hai. Ese me Aakhe kamjor hona thkan bani raha nid na Aana jaisi bimariya ho sakti hai. Sone kam se kam Aadhe ghate pehle apne smart phone ke sabhi notification off kar de .
3. Social media sharing
Apne dekha hoga ki log bina matlab ke apni profile photo me kai logo ko tag karna bina matlab ke har waqt har tarah ki post social media par sharing karna ye bhi ek bahut buri Aadat hai. Aap kaha ja rahe hai. Kya kar rahe hai. Our kiske sath hai. Esi personal jaankaari social media par share karna yah bahut danger hota hai.our sath hi bade crime bhi ho sakte hai aap ke sath .
4. Apna Account logout na karna
Office user apna laptop ya desktop par apna Account ID our apna password save kar dete hai. Un logo ke liye jinhe din me kai baar login karna padta hai. Ese me user apni es buri Aadto ke karan kai baar kisi our ke system me bhi logout karna bhul jate hai. Jaise data our personal security dono cheejo ka chori hone ka dar rahta hai .
5. Mobile par banking kaam karte time
Ham password yaad rakhne ke karan se ham apne mobile banking karte time apna name ya kuch Aasan sa password hi rakh dete hai. Our banking App ke liye yah bahut hi khatarnak ho sakta hai. Agar aap APP use karne ke baad logout nahi karte to waha web browser ke time malware Atait bhi ho sakta hai.
6. Kabhi password change na karna
Jis tarah ek hi ko har Account me nahi nahi rakhna chahiye usi tarah ek hi password ko cafi time tak rakhne se bade nukasan ho sakti hai. Microsoft ke according 30 se 90 dino me password bagal lena chahiye esa karke aap apna data chori ya lick hone se bacha sakte hai. Password ka ek word hi bagle lekin use badlte rahe .
7. Apne phone me se photo our music ko delete na karna
Apne smart phone me purane file sabse jyada memory ko kam karti hai. Ese phone silo kaam karta hai. Ya fir baar-baar hag ho jata hai. Apni gallery me purani photo jinki jarurat nahi hai. Unhe delete karne ki habit banakar rakhe esa hi music file ke liye bhi kare memory clear karne se phone ki speed bhi badeti hai.