Search engine ek Aaise search engine kahlate hai. jo kisi computer system par stored information me se desired information ko search kar ne nikaalte hai. ye engine received result ko Almost ek suchi ke roop me present karte hai. jisse desired information ki nature our uski location ka pata chlata hai. search engine kisi information tak relatively bahut kam time me pahuchne me hamari help karte hai. ye information Overload se bhi hame bachate hai.
Search Engine ek Aaisa software hai. internet ke world Wide web par kisi bhi key word ki khoj karta hai. our jeen web pages me we key word hote hai. unka result deta hai. har search engine ka szearch karne ka Alag tarika hota hai. our har ek ka result utpann karne ke liye kai prakar ke jatil mathematic formula hota hai. lekin sabhi search engine teen buniyaadi task karte hai.
web page ko search karte hai. jise Crawling kaha jata hai.
is documents ko reading hai. our inke word ke Aadhaar par index banate hai.
user queries ke Aadhaar par sambaddhita pages ki ek list banate hai.
Search engine web page par text , image video , keyword our liking Aadi sabhi ko scene karta hai. lakho webpages par information ko search karne ke liye engine special software ka used karte hai. jinhe robot ,spider kaha jata hai.
jab spider list bana raha hota hai. to is processes ko calling kaha jata hai . is ke baad ye call se data ko collected karte hai. our ese apne data bass me daal dete hai. our is process ko indexing kaha jata hai. indexing ka uddeshy jaankaari ko jitni jaldi possible ho paya ja sake hota hai. jab aap search engine me koi keyword enter karte hai. to search karte hai. to search engine aap jis website ko search karte hai. use pane ke liye arbo webpage ko search karta hai.
Kiyuki top search engine Arbo webpage ko search karta hai. kai search engine n keval sirf search kiye jane wale webpages ke resultko dikhate hai. balki unhe unke value ke Aadhaaar par result display bhi karta hai. is display ko Aamtor par different ranking algorithm ka used karke define kiya jata hai. our fir search result ki list ke top par sabse adhik used pages ko pesh karne ko koshish karta hai.
Google करेगा बड़ा बदलाव, बदल जाएगा इन्टरनेट पर Searching का तरीका
Google Secret & Fun Searching Tricks in Hindi
*Important massage*
*Amazon se kisi ne koi 1000 tak saman khareeda h to uska bina item wapis kiye mai amount refunds karwa dunga plz contact*