Aaj kal sabhi ke pass me digital smart phone our computer hai jiske andar bahut sara data store kar ke rakha hota hai lekin kai baar galti se humse sara data delete ho jata hai ya phir humare sytem me kisi tarah ki problem ke karan sara data delet ho jata hai jiski wajah se humari kai tarah ki jaruri cheeje our document delete ho jate hai lekin aaj kal Google ne kai Aaise software our Application available kar diye hai jiski help se hum apna sara data hai recover kar sakte hai our aaj hum aap logo ko kuch Aaise hi data recovery ke software ke bare me batane wale hi jinse aap apna sara data recovery kar sakte hai .
Contents
1. Free Undelete
Free undelete sabse saral our accha data recovery software hai agar aap ka data delete ho jata hai to to aap is free undelete software ki help se recovery kar sakte hai is software se data recovery karne ke liye aap ko sabse pehle Drive ko scan karna hoga screen karne ke baad me apne samne tool sho karega phir aapke samne waha folder sho karega jo aaj delete ho gaya hai is ke baad me aap un folder ko open kar ke phone kja data recovery kar sakte hai wo bhi sirf ek click se phir aap ka data recovery hone lage ga jaise document files videos ,Audio ,photo aadi yah windows XP , vista 7,8,8,1 me chalta hai agar aap ise used karna chahte hai to yah aap ko $69 me milega .
2. Pandora Recovery
Yah Pandora recovery bhi ek bahut hi accha data recovery software hai is software me aap ko kai Advance tool hai jo data ko scanning se lekar recovery tak ke sare kaam karta hai our is software se aap FAT32 yah NTFS file system ko bhi repair kar sakte hai our agar aap ise se apna data recovery karna chahte ahi to is software koopen kare our scanning fire start kare file scan off karne ke baad me kuch time tak aapka data sho karega our aap kisi bhi dosre data store device ko laga kar apna data recoverkar sakte hai our yah software window vista 7,8,8,1 me hi chalta hai.
3. Wise data Recovery
Ya software bhi data recover karne ke liye bahut hi accha hai wise data recover data ko recovery karne ke sath hi device ko scanning bhi kar sakta hai agar aap ko bhi yah data recover karna hai to is software ke andar click scan option hai yadi aap apna data recover karna chahte hai to software ko open karke derive select kare our tool select kar ge to waha par aap ko scan ke option milega usko click karege software kuch time aapka data scan kare ga our aap ke samne sho kar dega jaise document videos photo is ke baad aap apna data recover kar sakte hai.
4. Recuva Software
Yah bhi ek data recovery software hai our aap is ka computer me used kar skate hai agar aapka data kisi bbhi galti ki wajah se delete ho gaya hai to aap is software help se apna data recover kar sakte hai jab bhi hum koi data ko recode karna chhte hai to Aaise pehle data scan karega our phirf Display day kar dega our yah window xp vista 7,8,8,1 ke liye used kiya jata hai lekin agar aap koi data recovery karna chahte hai to yah software bilkul free hai is ke price $24.95 hai.
5. Undelete my files pro
Undelete my file pro ek bahut high speed recovery hai our is me Simple Attractive Interface hai is ke andar Amazing our Advanced Tools hai our kuch files wiper tools hai jinse data delete ho chuka ho ye us ko recover karte hai is software ko hum free me download kar sakte hai .
6. Glary undelete
Yah bahut used software hai yah software aapke data recover karne ke sath me hi apna device ko apke device ko scanning karne ka kaam karta hai agar aap is glary undelete software ka used karna chate hai to is software ke andar Quick scan option hota hai our yah NTFS<NTFS+EFS file system ko sport karta hai.
इमरजेंसी नंबर, Battery Recovery, Phone चोरी होने पर, कार की चाबी खोने पर (Important Secret Code)
इस तरह Pen Drive से Delete Data करे Recovery
Memory Card से Delete Data आसानी से करे Recovery
Delete हुई Old Whatsapp Chat History को ऐसे करें Recover
मोबाइल से डिलीट फोटो को कैसे रिकवर करे – Recover Permanent Deleted Photos Mobile
Kharab Memory Card Ko Kaise Repair Kare
podcast kya hai isse paise kaise kamai