Internet par Aaj kal har cheeje available hoti hai. Our wo bhi market se kam price me our ise hi internet par ek isi website hai. Jo aap ko market se bhi kam price me kai share product available karti hai. Flipkart ek esi website hai jo India me sabse jyada popular ho rahi hai. Yah website internet par jo shopping website hai. Unhe bhi piche chod rahi hai.
Flipkart website Customers ko kam price me product hi nahi balki yah cash on Delivery ki Facility bhi de rahi hai. Es ke baad bhi yaadi product me kuch bhi Mistake hoti hai to ham us product ko Return bhi kar sakte hai.
Flipkart par Account kaise banate hai.
1. Flipkart par Account banane ke liye hame sabse pehle flipkart.com par jaye ge our fir signup ka button ko click kare ge .flipkart apke phone me ek Sms send karega verification code ke sath code ko Agle form me likhe our flipkart ID ke liye hame password daalna hoga fir sign up par click kare de is ke baad ham apne Account detail me jakar apna name our Address dalege .
2. Name dalne ke liye upar my Account >Account par click kare our form bharke save changes kar de .
3. Apna Address daalne ke liye left menu me se settings ke Andar Address select kare .Address ko likhne ke baad save change par click kare .
4. Is ke baad ab Email Address bhi daal lete hai. Kiyuki is Email par filpkart hame apne offers our shopping ke bills Email par hi bhejta hai.
Apki Email add karne ke liye apko left menu me settings ke Andar update Email/mobile par select kare Ab from mai apna E mail ID daale our ok par click kare .is me apko ek Email milega jisme flipkart ka verification code hoga.is verification code ka aap ko email se flipkart ke form me daale de our save change par click kar de .apka flipkart ID ban jaye ga.
flipkart me account banane ke liye neeche dee gayi link open kare https://www.flipkart.com/account/login?signup=true
Login nail horha
Flipkart customer care helpline number ===07739890792 ===09635468392 ===07645806272
nice post