Kya apka smart phone Aksar aap kahi rakhakar bhul jate hai . our apko yaad bhi nahi Aata ki wo kaha rakha hai ya kaha rakha hoga our isse bhi bure baat to wo hai. jab aap ka smart phone kisi ne chura liya hai. ya fir churi ho gaya hai. to is se me aap kya karo ge .kya aap ke pass is ka javab hai. Agar nahi hai. to aaj ham un logo ke liye isa solution la ye hai jo aap ka phone jab kai churi ya khujaye ga to ya kuch tarike hai. jinse aap ka phone aap ko fir se aap ke pass aa jaye ga .
Android Device Manager
Yaadi aap ka phone kho jai ya fir phone ko khone se bachana dono hi dashaa me apke phone me Android device manager ka hona bahut hi jaruri ho gaya hai. jyadatar Android device me yah App pehle se hi rakha hota hai. our yaah yah apke phone me Available nahi hai. to aap upar iske name par click kar ke ise play store se download kar sakte hai. to hame Kuch Aaise steps me batate hai. taaki iska used apke liye Aasan our used ho sake .
1.Pehle phone ki setting par click kare.
2.Fir security par click kare.
3.Ab device Administration par click kare.
4.Ab apko Android device manager ka object dikh raha hoga us par click kar ke use thik kar de.
5.Ab back hone ke liye left tarah sabse upar ki our do baar click .
6.Ab aap men menu sitting me aa gaye hai. ab location par click kare .
7.Fir location ke niche off wali switch ko click kar ke on kar de .
8.Ab mod par click kare our High accuracy ke object ko chune .
9.Ab back Aakar Google location history par click kare.
10.niche apne phone ke object ko bhi on kar de ab apka phone puri tarah secure hai. iske gum ho jane ya chori ho jane par aap iska pata laga sakege .ab yah kaise lagaye ki apka
phone kaha hai. uske liye niche pade .
Aap Google ki help se kaise dekhe ki apka smart phone kaha hai.
Jab bhi apka apna smart phone search karna pade to aap niche diye kuch steps ko follow karke apna phone Aasani se search kar sakte hai.
1.Apne mobile, computer ya tablet ki help se yah par click kare.
2.Fir gum hoye phone me dale gaye email ID password ko isme jaise aap apne check emails karte time karte hai.
3.Jab apka phone apke browser me dikhne lage to apke pass teen object aa jayega .
4.Agar apko apna smart phone apke cafi pass dikh raha hai. to is feature ka used ke aap apme smart phone se Sound kara ke ise search kar sakte hai.
5.Lock. Agar aap apne smart phone me koi password nahi lagate hai. to feature apke liye sabse great hai. Agar apka phone kisi ko mil bhi jata hai. To wo phone ke Ander ek jhak nahi paye gi.