Kabhi ek Aaisa time huwa karta tha jab ham sabhi ke pass Nokia ka mobile huwa karta tha . lekin aaj kal ki technology itni bad gai hai ki jisse mobiles bhi badal gaye hai. pehle keval do colors me hi mobile huwa karta tha our keval keyword wala hi mobile ham used karte the na koi camera our na koi Apps hamare phone me hota tha.
Aaj kal to Aaise smart phone aagye hai jinse ham keval baat hi nahi kar sakte hai balki baat karne wale ko bhi dekh sakte hai our camera se photo bhi le sakte hai .games khel sakte ,gaane bhi sun sakte hai ,movie kai sare App download kar sakte hai . our bhi bahut kuch smart phone me kaam kiya jaa sakte hai .lekin ye sab kaam karne ke liye ham jyada memory ki jarurat padti hai .our Aaisi ke liye hame SD card ka used karte hai lekin kya aap jaante hai ki yah SD card hota kya hai . yaadi nahi to ham aap sab ko is SD card ke bare me batayege .
Sab se pehle ham jaante hai SD card ka pura naam kya hai Secure Digital Card yah hai iska pura naam jiska mining hota hai secure digital Extend Capacity yah is ki capacity bahut hi jyada hoti hai is karan iska naam bhi yahi rakha gaya tha . our yah bhi ek tarah ki nahi hoti hai kai prakar ki hoti hai our iska used bhi alag-alag tarah se hi kiya jata hai
Contents
MMC
kya hai yah iska pura naam Multi media card hota hai yah bhi SD ke tarah hi used ki jaati hai our yah SD ke bara bar hi hoti hai . jis tarah se ham SD card ka used karte hai usi tarah se MMC card ka bhi used kar sakte hai lekin kisi me keval MMC ka used hota hai usme ham SD ka used nahi kar sakte hai .
Compact Flash Card
Yah card aap ko photographer ke pass
milege. Is ke memory ka used digital MLR camera me kiya jata hai our yah memory card bade mahge hote hai our Kafi time tak chalte hai.
Mini our micro SD
me bhi SD ke tarah technology ka used kiya jata hai our yah card bahut hi chote hote hai. yah in chijo ke kaam aate hai jaise mp3 player our mobile.
Memory stick
Is ka used sonny ke camera me kya jata hai. Yah bahut mahga hota hai.
XD Cards
Yah bhi ek SD card ke barabar hoti hai is me bhi SD card jaise technology ka used kiya jata hai . XD card ko Fuji movie camera me used kiya jata tha lekin ab nahi kiya jata hai. ab is ki jagah par SD cards ka used kiya jata hai .
Memory Card में Class का क्या मतलब होता है, SD Card के प्रकार
Memory Card से Delete Data आसानी से करे Recovery