Hum log kai baar TV par kai movies ya phir koi video dekhte hai ki kiss tarha se movies our video me time kitni teji se bhagta hai jaise ki kisi serial me dikhaya jata hai ki suraj kitni teji se uday hota hai our kitni dhalta hai usi video ko hum time lapse video kahte hai yah ek Photography ki technology hai jisme dheere-dheere hone wale Movement our change ko recode karke kafi tej speed me Transfer kiya jata hai agar saral shabdo me kaha jaye to yah time lapse video me kisi bhi slow movement ko is tarah se liya jata hai ki waha hume teji se hota huwa dikhai deta hai.
Contents
Kaise kaam karta hai ye
Yadi aapko camera ki bare me thoda bahut bhi knowledge hai to aap ne dekha hoga ki koi video 24 se 30 Frame secedes ke hisaab se Record hota hai yaani ki apka camera 1 secede me 24 phoro leta hai jaisa ki mana lo aap ek minute ki video banaate hai usme 1450 photo ko high speed me play karta hai lekin time lapse video banane ke liye normal hai ki har shirt ke Interwar time ko kam kar diya jata hai jisme ki 1 minute me ek yah ek se adhik photo lekar jitney bhi ghanta ka video banana hota hai unhe sabhi phpoto ko Compress karke ek video taiyar kiya jata hai jisse ki waha ek time lapse video ban jata hai.
DSLR camera se time lapse video kaise banaaye
Agar apke pass me koi DSLR camera hai to aap bahut hi aasani se video bana sakte ahi kuch DSLR camera me yah option nahi diya jata hai ki aap direct time lapse video bana sakte is ke liye aap ko ek alag se device kharidna padega jisse aap aasani se time lapse video bana sakte hai time lapse video banane se pehle aapko kuch baato ka bhi dhyan rakhna hota hai is me aapko camera ki setting menu par rakhni hogi kiyuki agar aap ise Automatic rakhte hai to baar-baar photo lene me aapke Exposure kam-jyada ayega jiski wajah se aapki video accha nahi banega our dusra isme apko Focus bhi menu par rakhna hota hai jsie baar baar focus karne ki problem dur ho jati hai.
Mobile me time lapse video kaise baneye
Kisi bhi smart phone ka yah fayda hai ki apko is me kisi bhi tarah ki koi bhi Application badi hi aasani se mil jaye gi our time lapse video banane ke liye bhi Aaise tarah se ek Application ka used kiya jata hai agar aapke pass camera me time lapse video banana ka option hai to aap iska used karke bahut hi acche video bana sakte hai our agar nahi hai to aap android play store se time lapse video record karne ka software download kar sakte hai our time lapse video bana sakte hai .
VLC Player में छुपे हैं 5 कमाल के फीचर्स, क्या आपने किए इस्तेमाल?
Smartphone के लिए Best 7 Screen Recorder कौन से हैं?