Kisi bhi website ka sabse jaruri hissa hota hai. Uska web pata Domain name kaha jata hai. Waise to Ab bahut se object hai. Domain name kharidne ke par Agar aap apne Blog ke liye Domain name kharid rahe hai. To Start Agar kam khrch se ki jaye to kaise rahe .
Agar aap India se hai to our koi achi name apke dimaga me hai.to ek aacha object hai.ki .in ya .co.in Domain Name se Start kare ye apko 100 rupay se kam me mil jayege . is ke liye do sabse aachi Domain Provider hai. godaddy , Bigrock our Mitsu.in isme .in our .co.in Domain registration our ek saal ke liye Bigrock me 99 rupay our Mitsu.in me 76 rupay tak dene hoge .
.in our .co.in Domain Name shuru me to sasta hote hai. Par Renewable ke liye jyada paise dene hote hai. Par esa hai nahi jaha apko .com Domain ke liye 450 se 550 rupay annual tak dene hote hai.wahi .in our .co.in Domain Bigrock me 499 rupay our Mitsu me 399 rupay annual ki dar chukane hoge .
.com Domain Name to iske liye to Yahoo bhi saste Domain Name available karta hai. Ye apko .com Domain Name lagabhag rupay me available karata hai. Ha is ke Renewable charges Kafi jyada hai. Par aap chahe to ek saal pura hone se pehle apna Domain Name kisi our Domain provider ke pass transform kara sakte hai. Our Domain transfer karne par apko lagbhag har jagah Acche Offer Milege .
Hostgtor Free Domain Name कैसे खरीदें?