Internet ki is duniya me ham har choti- badi cheeje ya fir koi jaankaari ho ham sab sabse pehle Google par hi jati hai . hame kisi bhi prakaar ki jaankaari leni ho Google ke bina sab bekaar ho jata hai .Google jo hame Einstein ki khoj jaisi badi baat se lekar khane – pine tak ki choti-choti cheejo ki jaankaari hame bas ek click me mil jati hai.
Lekin aap ko yah jaan kar bahut hai heraani ho gi ki Google na sirf apke dawara likhkar search kiye gaye keyword ka data hi rakhta hai . balki wah search ke liye apke dawara used ki gai voice ko bhi recode kar leta hai. Aap ko yah sun kar heraani to jarura hoi hogi lekin yah sab sach hai. Ki Google apke voice search history ko bhi apne pass Secure kar ke rakhta hai.
Contents
1#. Google kaise Recode karta apke voice
Jab bhi aap kisi cheeje ko search ke liye Google se kuch bhi kahate hai. To yah Google apko na sirf hame jaankaari deta hai. Balki apke voice ko bhi Recode kar leta hai. JUN me Google ne in Account ki Activities ke liye ek new Portal Launch kiya tha .our apne jun ke baad jo bhi Google se job hi voice search kiya hoga waha sab Record hoga ho ga. Apke liye aachi baat yah hai ke aap is Record ko sun sakte hai our delete bhi kar sakte hai.
2#. Kaise sune our delete kare yah Record
Apne voice search ko sunne ke liye sabse pehle history.google.com par login kare fir baad me page ke upar lift ke tarah Aane wale Hamburger icon par ja kar click kare iske baad voice Add Activity par jaye our iske baad us list me Scrolling karke apne dawara kiye gai voice search ko sun sakte hai. Yaadi aapko yah Record delete karna hai. To Record ke samne bane ek box ko select kare our delete kar de our delete kar dene ke baad Google apki voice Future me kisi cheeje ke liye voice search karne par bhi apki voice Record nahi karega.