Aaj ham jante hai. kya hai. paypal ye to sabhi jante hai. ke hamari duniya ab internet se Kafi had tak judi hai . kiyu ki internet ne hame Aaisi cheejo se roobaro karataa hai jinse hame aapne sare kaam kaaj ghar baide hi bade aaram se kar sakte hai. our sirf kaam hi nahi balki apne paiso ka len-den bhi kar sakte hai. our yah sab internet se hi kiya ja sakta hai. bina internet ke koi bhi kaam karna impossible hoga hai.
Paypal Kay Hai
Pay pal kya hai paypal ek America company hai. jo aap ko online payment system ko chala rahi hai. our yah compani duniya ki sabse visavaas mand company hai. jo online payment karti hai. jo purchase karne our sale karne wale ko online paise bhejti hai. our kai service bhi deti hai. is prakar se pay pal ke help se aap apne online paise transaction badi aasani se kar sakte hai.
Paypal par apna Account kaise banaya jata hai.
Sabse pehle aap ko pay pal par aapna Account banana hoga . ab aap apna account bana ne ke liye pay pal ke website par jaye www.paypal.com our jaise hi aap ia website par jayege apke samne ek page open hoga . usme aap ko sing up likha dikhai dega us par aap click karna hai. is ke baad aapko individual account par bhi click karna hai. our usme kuch details magi jaye gi use aap ko thik se bhar deje .
- Ab jiase hi aap apni puri details ko bhar de ge to aap ko continue ka option par click karna dena hai.
- is continue option par click karne ke baad aap ko ek window open hoga jisme apni personal details ko bhi bharna hoga .
- Apni personal details bharne ke baad aapko Agree wale box me tic kare our create Account par click kare.
Upar de gaye sari jaankaari puri ho jane ke baad aap ke pass ek massage aayega . usme aapko ek lick dikhai degi ud par click kar de bas aap ab apni email ko verification karaye uske baad aap ka paypal Account ban jayega .
Ab kis tarah se kaam kare ga ye pay pal
Yaadi aapka paypal Account ban chuka hai. to aap ko apni bank ki jaankaari is paypal Account se jodni hogi . our is jaankaari me aap ko aapna credit our debit card ko connect karna hai.
jisse aap confirm karne ke liye paypal apke bank Account me ek Amount transfer kare ka jise aap ko pane Account me dalna hai. jise apko apne bank ki jaankaari ko verification karna hota hai. ab yah sab karne ke baad aap ka paypal Account ek dam taiyar hogaya hai. our International money transactions kar ne ke liye bhi taiyar hai.
Payment Gateway क्या होता है, भारत के प्रमुख पेमेंट गेटवे