Agar aap internet ki dunia me naye naye hai to apka pata nahi hoga apka ye jankari bhot kaam aa sakti hai. Apne jab apni E-mail id gmail par yaa yahoo par banai hogi tab apko ek code dalne ke liye kaha jata hai. Tab apko samajh nahi aya hoga ye kiss liye or kyo dala jata hai.
technical bhasha me ise captcha code kaha jata hum is post me captcha code ke bare me puri jankari dene wale hai. Yah cord ek image cord hota hai jise software or computer fil nahi kar sakta ise sirf manual hi submit kiya jaa sakta. Ek baar galat hone par or dusra code ban jaata hai. Ye code website mobile app me suraksha ke liye daala jaata hai
jab apne email id banaya tha tab saari jankari fill karne ke baad apse captcha code maaga hoga.jiske baad hi apki email id bani hogi. ye cord yaha isliye hota hai taki koi software ya koi bhi bot direct email id na bana paye. Kyu ki ise sirf koi humen hi solve kar sakta hai. Isliye aap kisi bhi software se email id koi form , contact us fil nahi kar sakte hai.
ye hai (captcha code) ka full form Completely Automated Public Turing Test to Tell Computers and Humans Apart ise agar aashan shabdo me bataye to ye ek user verification test hai jo kisi bhi form me use kiya jaa sakta hai.
Kyo Hai Captcha Code Ki Jarurat.
Kisi bhi website ko ye viral attack se bachata hai. hekar aise software banata hai jo automating request sent karta hai jo kisi bhi website ya system slow or overlode kar deta hai jiske karan website crash bhi ho jati hai. Captcha Code use karne se in sub khatro se bacha jaa sakta.
Code ka use , Registration Forum, Online Polls, Contact us page, Net banking, or bhi kai saari jagah use kiya jata hai. jise koi bhi humen aasani se solve kar sakta hai. Google khud ye service apki website par use karne ke liye deta hai.
CAPTCHA, reCAPTCHA Code और I am not robot क्या होता है?
sir mai aapse baat karna chahta hu mujhe kuch jaruri info vhahiye tha pls