Jab bhi hume koi bhi item karidane jate hai to un item ke upar chote word me kuch na kuch word jarura likha hota hai our in me se har kisi word ki koi na koi Specialty hoti hai ji haa kisi bhi item me ye yu hi nahi likha hota hai in words ka bhi ek alag hi matlab hota hai or jab bhi koi vykari apna koi bhi business stat karta hai to sabse pehle use in teen cheejo ka samana jarura karna padta hai our yah teen cheeje Trademarks, registered our copyright hai jinhe jab hume koi business stat karte hai to hume in teeno cheejo ki bahut jaurat padti hai in ke bina humara business stat nahi ho sakta hai is liye aaj hum aap logo ko in kuch word ke bare me batane jaa rahe hai joki dekhne me bahut hi chote word hai lekin inka matlab bahut hi bada hota hai.
Contents
1. Registered
Har vykati chahta hai ki uska khud ka koi business ho our agar aap bhi apna koi Unique business stat karta chahte hai to aapko apna business stat karne ke liye sabse pehle Officially register karwana hoga . tabhi ye aapke naam par License mil paye ga register ho jane ke baad me app apne business ya phir apne item ke sath R word ka used kar sakte hai.
Phir yah R hi aap ko apne business me age badata hai is R ko hum kuch is tarah se bhi maana sakte hai jaise ki aapne kisi bhi cheeje ki khoj ki ho yah phir aap ne koi Unique item banaya ho jo ki pehle kisi ke naam par register nahi to is word ko aap apne khuj ke naam par Patent kara sakte hai. Is ke baad is word ko apke sewa koi nahi used kar sakta hai jab tak aap nahi chahte hai jab tak .
Yaadi koi vykati aapke sath koi business karna chahta hai to pehle use aapke Permission our License lena hoga our sath hi use apni royalty bhi deni padegi is dawara aap ane koi item ko secure kar sakte hai.
2. Copyright
Copyright kisi cheeje ke Description ke roop me hai yadi aap koi bhi acchi story like yah phir koi Song music-bound kare ya painting kare to yah kisi cheeje ka koi description hoga usme aapka copyright hoga yadi use Published kare to koi use aapki Permission ke bina used nahi kar sakta hai lekin yadi aapke koi bhi story copyright nahi hai to phir aap copyright kawa sakte hai our copyright kawane ke baad aap us item par C word ka used kar sakte hai. Our yah copyright TV sho .movies online video . music jaise computer software ke liye kiya ja skata hai yah copyright ka Rights uski rachna karne vale vykti ki life rahte tak our is ke baad 70 salo tak hi security rahta hai. Lekin agar koi rights apna copyright kisi ko dena chahte hai to de bhi skata hai.
3. Trademark
Trademark kisi bhi word ka naam ya Symbol me ho skata hai trademark kisi bhi item ya service ki ek alga pahchan batne wale word ka naam .symbol voice ya rang ko product karta hai jise tarah se People our Paytm me rang ko lekar notes bheja gaya hai Patent se trademark ko hameshaa ke liye register ki ja sakta hai. Trademark ka mark ka used aap keval apne business ke liye bkar sakte hai