Aaj kal ke is duniya me internet chalna bahut hi Aam baat ho gai hai aaj kal har baccha internet chalna janta hai our Alag – Alag kaam ke liye internet ka used karta hai. Our internet se hame kai suwidhaye available karai hai. Lekin jaha yah hame suwidhaye available karta hai wahi kai sare nukaasan our Galatiya bhi karata hai. Jise … Janiye internet security ke bare me
Contents
E-mail me Aaye link savdhani ke sath kholna
Hamare E-mail ID par kai Alag –Alag tarah ki website Google Facebook our Bank Aadi online Services se kai E-mail aate hai. Our ham bina soche unhe click kar de dete hai. Our isa karna hamare liye Secure nahi hai kiyuki Hacker hame E-mail bhej kar hamare login ka password ko Aasani se chura sakte hai.
https ki website par Sensitive jaankaari dalna
Jab ham internet used karte hai. To do Protocol Aam hote hai. http our https ke Medium se bheji gayi data koi Anye nahi padh sakta hai. Is liye bank our koi bhi website ki jaankaari ko secret rakhte hai. Our https ka used karte hai.
Apne Account ko logout nahi katna
Jab bhi ham apne E-mail facebook our koi bhi website ko open karte hai. To ham login karte hai lekin yaadi yah hamara computer our mobile hai. To thik hai. Lekin yaadi ham kisi our computer ya kisi our ke mobile me login karte hai. To Apna kaam ho jane ke baad ise logout karna na bule yaadi yah login rahg ya to koi bhi apke Account se Koch bhi kar sakta hai.
Apni photo internet par post na kare
Internet par apne our family ki photo our apni jaankaari post karna sahi baat nahi hai. Kiyuki esa karne se kai Hackers our Asocial in ka used galat tarah se kar sakte hai.
Kai saal tak ek hi password rakhna
Kai log ise hote hai jo kai saalo tak apna ek password chalate rahte hai. Wah ek baar Account banna ke baad use fir kabhi nahi change karte
hai. Jisse apka Account hack our data chori karne ka khatra bana rahta hai
Advertisement par bina dekhe click karna
Jab bhi ham internet ka used karte hai our kisi website par jate hai. To hame kai Ads milte hai our ham bina kuch suchi un par click kar dete hai. Ise Ads apse online Fraud karne ke Intention se hi banaye jate hai.
Terms Condition ko bina padhe Acceptance karna
Yaadi aap kisi bhi website ka used karte hai. To use bina padhe hi terms our condition ko Accept kar lete hai. Kisi bhi prakar ki online website ka used karne se pehle padhna bahut hai jaruri hai.
Firewall Security : फायरवाल क्या होती है, कैसे काम करती है?
Security पेन ड्राइव का इस्तेमाल करने से पहले डालना पड़ेगा पासवर्ड