Ager aap android smartphone use karte hai to aap acche jante hoge ki google play store hamare kitna kaam ka hai hum yaha se kai tarah ke mobile aap apne phone me install kar sakte hai.
Google play store me kai companies ke mobile app mojud hai Game, Banking, Videos, or bhi kai saare mobile aap apko yaha milege.
Agar apke mobile me official company ka mobile app install hai ko kai problem nahi hogi lekin kai logo ne naam se milte julte aap bhi daal diye hai jo apke liye surkshit nahi apne phone koi bhi mobile app download Karne se pahle puri tarah check jarur kare.
Fake mobile aap downlode karne se apke phon me virus ke saath apka personal data bhi surakshit nahi rataha isme ise virus aa jaate jisse apka data hack kar liye jaata hai aap bhi aise fake aap se bachna chahte hai to ye jarike apna sakte hai.
Contents
Publisher kon hai
App download karne se pahle check kare mobile aap kisne develop kiya hai us company ka naam dekhe kai baar heckers thodha saa change kar ke unhe daal dete hai or user confused ho jaate hai.
Review Jarur Padhiye
Kai bhi mobile app download karne se pahle costumer review jarur padhe user review me aapko us aap ke bare me kai jankari mil sakti kyu ki jisne us app ka use kiya hai wo apko app ke bare kai jankariya deta hai
Publishing Date
Google Play Store Par app kab upload hua kon sa versions hai. agar apko lage ki aap kafi purana hai to bhul kar bhi download na kare. Technology website par jaa kar app se sambandhit jankari dekhe agar koi update nahi milta hai to aise aap ko download na kare.
Naam Dhyan SE Dekhe
Jis app ko aap download kar rahe hai uske naam par dyan de play store par ek hi naam se milti kai saari mobile hai spelling
Nice post sir