Contents
1. Google ke pass hai kundali
Jis tarah se Google par hum kuch bhi search karte hai to google hume turant hi hume wo jaankaari de deta hai thik use tarah se google bhi humari puri jaankaari rakhta hai yaadi aap ke smart phone me internet chalu rahta hai to Gmail ID se yah tak pata chal sakta hai ki kal raat aap kitne baje soye yah kiss – kiss raste kaha-kaha gaye is liye aap kisi bhi nijaat ka dhyan rakhna or jarurat ke anusar setting ka dhyan rakhna bahut hi jaruri hota hai.
2. Google 2-Step Verification
Gmail ID ka password ko sefe rakhne ke sath too step verification se hi har baar mail par log-in kare is me har baar ek cord massage aayegaa yah dalne par hi Account log-in kar sakte hai. service ko shuru karne ke liye aap ko log in karne ke baad right site me image par click kare click karte hai my Account jaye yaha par sing in end security par jakar yah service shuru kar sakte hai.
3. Activity ka dhyan rakhna
Google me my Account me my Activity par jakar internet search ki puri history dekhi ja sakti hai is me sare browse ke sath hi play store, you tube anye par ki gaye search ke bare me bahut hi acche se jaankaari mil jati hai yah par jakar aap Activity ko aapne hisaab se bhi control kar sakte hai you tube watch history , voice Audio ki bhi history jaisi jaankaari bhi mil jati hai our apne playlist ,video bhi personal rakh sakte hai.
4. Dashboard
Agar aap ne apne smart phone Ko simonise kar rakha hai to is ka matlab hai ki sara data computer se connect kiya gaya hai google dashboard par bhi kai secret jaankaari ki list hoti hai. jaise kaiun-sa App download kiya our aapne kisse kitni baje tak bate ki aadi. Is me map ke sath location historyki bhi jaankari hoti hai my Activityki tarah ise bhi aap band karsakte hai.
5. IMEI ka pata lagana
Jab bhi aap ka phone kai kho jata hai to aap IMEI ke number se mobile ke baare me pata laga sakte hai mobile ka bill our mobile ke box par yah IMEI number likha hota hai. google se IMEI ka pata karne ke liye phone me jis mail ID se log-in kiya hai usi se google Dashboard Par log-in kare our sath hi IMEI connect list bhi aapko mil jayegi.
Android Smartphone को हैक होने से बचाएंगे ये 7 तरीके
Google Play Store Par FAKE Mobile Apps Kaise Pahchane