1. Google ka name pehle backub tha jo ki 1996 me kar badal kar Google bana diya gaya hai.
2. Google search page ko 1996 me Stanford University, California ke 2 student Larry page our Sergey Brin ne banaya tha .
3. Google name mistake se ban gaya Aasal me is ka name Google banna tha lekin mistake se is ka name Google rakh diya gaya .
4. Google apna Logo kam se kam 8 baar badla chuka hai.
5. Google apna favicon 5 baar badal chuka hai.
6. Pehle baar Google Doodle 1998 me dekhai diya tha .
7. Google ne 2005 me Android ko kharida tha our aaj Android device sabse jyada hai.
8. Google ki kamai ka sabse bada karan Adsense hai. Lagabhag 90% kamai Adsense se hi hoti hai.
9. Google har second me 50,000 rupay kamata hai.
10. Google ne 2006 me You Tube ko kharida liya tha . You Tube par har minute ke hisaab se 60 ghate tak video upload kiya jate hai. Wahi duiya bhar me lakho Channel par Aane wale program is par upload hote hai.
11. Google ne 2014 ne apni social Networking site Orkut ko band kar diya tha .
12. Gmail ka Idea Rajan seth ne diya tha jab wo Google me interview Dene ke liye gaye the.
13. Gmail ki shuruwat April full ke din 1 April ko hoye thi .
14. Google ne apne map ke liye 80 lakh 46 Thousand KM sadak ke barabar photograph liye hai.
15. Ye har mahine 1,00,000 se bhi jyada log Google me job ke liye Apply karte hai.
16. Google koi bhi Product lata tha our wah kuch dino me hit bhi ho jata hai. 2 September 2008 me new open sorce web Browser lunch kiya gaya tha jiska name tha .
Google chrome tha is ke aane ke baad internet user ko ek naya feeling mila .
17. Google ka home page itna khali is liye lagta hai. Kiyuki Sergey Brin our Larry page ko Html ka Knowledge nahi tha .
18. Google seacrh se sector me 60,000 search kiye jate hai. Our har saal Google par 2095100000000 search kiye jate hai.
19. Ham Google ko www.466453.com Domain dawara bhi Visit kar sakte hai. Yah 466453 ka Arth bhi Google hai. Ye mobile keyboard ke hisaab se hai.
20. 2010 me Google map our Google Arth jaisi nai Application banai.