Memory card Solid State Flash memory (SSD) ko jod kar rakhne wali ek Electronic device hoti hai. jiska used mobile phone digital camera music player our video games jaise kai sari Electronic devices me used kiya jata hai. is memory card me hum apna program dobaara likh bhi sakte hai our phir se us change bhi kar sakte hai. our ise tarah se memory card ek jaise nahi hoti hai yah kai prakar ki hoti hai.
Ab kai baar isa bhi hota hai humaare phone me kuch pareshaani aane lagti hai. jaise ki mobile ka hang hona our mobile ka memory card ka Corrupt ho jana matlab kharab hona our jab memory card kharab ho jatei hai waha koi bhi kaam nahi karti hai our kharab ke sath-sath me waha apna sara data bhi kharab kar deti hai. jise waapis lana bhi bahut mushkil ho jata hai. lekin waapis jarura la sakte hai. our aaj ham Aaisi toping par baat kar rahe ki kharab memory card ko thik kaise kiya jaye.
Contents
Ab memory card ko repair kaise kare
Memory card kharab hone ka sabse pehla karan yah hai kisi bhi smart phone me virus aana lekin yah kai jaruri to nahi ki virus aajne se hi memory card kharab ho jaati hai. kiyuki memory card kai baar kai our wajah ho se bhi kharab ho jati hai. jaise memory card ka software kharab hona is liye hum aap ke liye 2 ise upay lekar aaye hai jinse aap aapni memory card ko kuch hi time me Repair kar sakte hai. to yah hai upay
Memory cord ko thik karne ka tarika
Aap aapni memory card ko Reader me daalkar apne PC se connect kare phir drive check kare jo aapke memory ki location dikhaa rahi hai.
Memory card par right click kare properties me jaye.
Ab forment button par click kare ab apko ek Sub Pop Box dikhega jisme file FAT naam se hogaa . aadhik tar memory cards FAT formet ko hi sport karte hai.
Is ke baad aap start button par click kare is baat ka dhyaan rakhe ki aapko quick formet ke option ko check nahi karna hai is option ko khaali chod de.
Ab aapna memory card ko check kare ki waha kaam kar raha hai ya nahi.
Ab memory card ko thik karne ka dusra tairika
Ctrl+R dabaakar run command open kare phir usme CMD type kar enter kar de .
ab aapki memory card ka jo bhi naam ho wo type kare agar drive ka naam L hai to L type kar ke enter kar de.
Formet me L type kar enter kar de.
Ab aap se confirmation puchi jaye gi yes ke liye y our no ke liye N dabaye is me aapko Y dabana hai jisse formet shuru ho jayega.
Is ke baad aap apke memory card ke Set default clusters ho jayege jisse aapka memory card Repair ho jaye ga.
Memory Card से Delete Data आसानी से करे Recovery
Memory Card Me SD Kya Hota Hai Jaaniye
GOOGLE
Badiya article hai thanks