Aaj kal har shahro me jab bhi ham koi saman ya fir koi product kharidte hai. To hame us product me ek baar code rahta hai. jo us product se judi jaankaari ko apne me collected kiye rakhti hai.
Yah baar code kya hai.
Baar code kisi bhi product se judi un jaankaari ko picture par lines ya Anye type se is kai types ke pictures lagana jise baar code Reader se jude jise ham computer ke dawara padkar samajha ja sakta hai. Aaise hi chitran ko baar code kahte hai.
Bar cod hame Aaisa code hai jo Aam tor par Aaj kal har product me dikhte hai. Our in code me us product se judi jaankaari cheepi rahti hai. jise kisi bhi bar code Reader machine se samajha ja sakta hai.
Aap bhi khud ke liye apna bar code bana sakte hai.
Kisi bhi product ke sath laga bar code us product ke detail ko apne me collected kar ke rakhna hai. usi tarah kya ye possible hai. ki hame apne se judi jaankaarya jaise name ,ling ,bhar ,Aadi ke liye bar code bana sake . haa internet par Available me Aaisi kai website hai. jo aap ko khud ka bar code banane me help karegi yah aap apni jaankaari add kara sakte hai. oyr bar code bana sakte hai. jinse used ke liye apne computer ya mobile par download bhi kiya ja sakta hai.