Mobile phone jab purana ya fir us me koi mystic ho jati hai. to ham us phone ko bech dete hai ya fir use reply’s kara lete hai. lekin kya aap yah jante hai.ki phone bechne se pehle us phone me jo bhi jaruri jaankaari ho aap use delete kar dena chahiye kiyu ki yaadi koi jaruri jaankaari apke phone me jisse apko baad me kai sari parishaniya aa sakti our aap ko pata bhi nahi chale ga . kiyu ki jab aap phone ko reset to kar dege lekin sari jaankaari delete nahi kar paye ge .
Is liye jab aap apna phone becho ya fir reply ‘s karate hai. ya fir apna phone apne kisi dost ko kuch time ke liye de dete hai. to app apne phone me se jobhi neeji jaankaari ho us phone mese sara data delete kar dena bahut hi jaruri hai.
Contents
1. Encrypt device storage
Jab ham pehle phone ko Reset karte hai. To encrypt device storage us sare data ko ek Alag hi formet me change kar deta hai. our phone ko Reset karne ke baad ka data kisi bhi kaam ka nahi rahega .our is ke liye aap ko pehle apne phone ki setting me jana hoga . fir is ke baad aap ko security ke option pe click kare . our waha jakar aap encrypt phone par click kare . is ke baad aap ka sara data delete ho jayega .
2. Erase phone device and insert full junk
Jab aap pehli sep kar lete hai to fir uske baad aapka data delete ho jata hai. lekin kai phone me yah option nahi milta hai. to unke liye ek dosra tarika bhi nika gaya hai.
Our un phone ke liye aap ko pehle apne phone ko Resent kar de fir Resent hone ke baad aap phone ki setting me jaye. our waha apko storage ka ek option milega . us option par click kar de .
Storage khulne ke baad apko used our free storage khulne dikhaya our uske jara niche apko ek erase phone storage likha milega. aap waha se use tic kare our phone ki sari jaankaari ko delete kar de .
Old Mobile Phone Ki Price Kaise Pata Kare – पुराने फोन का सही प्राइज कैसे जाने
badiya jaankari hai. bhut helpful hai.
great information