Aksar jab hume koi bhi video dekhna hota hai to hum sabse pehle you tube ki web site hi open karte hai lekin kai baar isa hota hai ki jo video hume dekhana hota hai wo video hume nahi mil pate hai. Lekin kya aap ne Netflix ka naam kabhi sunaa hai yaadi nahi to ab sun lije hai kiyuki yah par aap ko HD movie dekhne ke liye aapko Subscriptions karne ki jarurat padti hai. Our Netflix par aap ko Subscriptions karne ke liye kai sare option mile ge jisnme se app ko kam se kam 500 se lekar 800 rupay tak ke charge dekhar pure mahine bhar tak HD movie dekhne ko mil sakta hai
Lekin agar aap ko in par shaamil HD movie bilkul free me dekhne ko mile to aap kya kare ge phir kya jab to dabal dhaamal ho jayega na kuch dino pehle hi Amazon ne ek prime video naam KI service shuru ki hai wo bhi kuch ise hi is prime video par bhi aap kai movie our video dekh sakte hai our yah movie cafi acche hote hai. Is prime video me aap kai sare boll wood our Hollywood HD movie dekh sakte hai wo bhi bina kisi price ke
Lekin yah prime video ki service keval ek mahine ke liye hi available hai jisme aap bilkul hi free me video dekh sakte hai. Ye Amazon ke prime video par ka Trial offer hai jiske liye aapko prime video me jakar apna ek Account banana padega usme apna e-mail ID mobile number our apna ek password bhi dalna hoga our jab aap ka Account create ho jaye to aap ek mahine tak free me movie our koi bhi video dekh sakte hai. Lekin yah offer keval aap ko ek mahine ke liye hi free me mile ga ek mahina ho jane ke baad yah prime video web aap se price magegi joki kam se kam 500 rupay ka hai.
Amazon DSP क्या है, अमेज़न डीएसपी के क्या फायदे हैं?
Amazon Easy Store क्या है? कैसे करें आवेदन ?