Hame apna Voter ID banwane ke liye Kafi pareshan hona padta hai. Our use bankar aane me bhi cafi time lagta hai. Our isi ke chalte voter ID banwane ki ek nai technology news samne aai hai. jise ham ghar bethe hi apna voter ID bana bhi sakte hai. Our use bhi kar sakte hai. Our is ke liye aap ko apne mobile phone se bina kahi bhi jaye apna voter ID bana sakte hai.
Lekin use banane ke liye sabse pehle aap ko voter ID ke website par jana hoga http://eci-citizenservices.nic.in par jana hoga . uske baad aapko yah par Register krana hoga . Jab aap is website par jayege to aap ko ek form bharna hoga our fome bharne ke baad us form ko save kar de. Our kuch time baad apke mobile phone par ek confirmation code ayega iske baad Election Commission officials apke ghar sari jaankaari jo apne us form bhari thi us information lene aaye ga .
Voter ID Card के लिए करें Online Apply, ऐसे करें Voter ID Card Download
घर बैठे ONLINE PAN CARD बनाने के लिए अपनाएं ये आसान STEPS