Aaise to aaj kal har koi apne office me yah phir apne ghar me computer our laptop ka used to karte hi hai our used nahi balki is me games, internet searching, chatting aadi kaam computer se hi kiya jata hai yah sabhi kaam karne ke liye computer ke keyword sabse Aham role nibhata hai.kiyuki is ki hi help se hum computer ke sare kaam karte hai lekin is me sabse Special baat ye hai ki computer ya laptop ka keyword bhi sabse Special hi hota hai lekin shayd aap yah computer our laptop user nahi kabhi dekha nahi ki jis keyword se aap kaam karte hai us par F our J button sabse bahut hi alag hote hai to aaye jara inhe dhyan se dekhe ki keyword par F our J button sabse Special hote hai wo in ki sabse khaas cheeje hai jise special tarah se banaya gaya hai .
Kyu Special hote hai F our J button me
Computer keyword par F our J button is liye diye jate hai ki aap type karte time keyword dekhe bina apni ugaliyo ko sahi Positions me rakh sake jis time me aapke left haath ki index figure F par hota hai our baaki ki ugaliyaa A, S our D par hoti hai phir right haath ki index figure jab J par hoti hai to baaki ugaliya K,L our corner (;) par hoti hai is prakar se dono hatho ke aguthe space bar me hote hai is tarah se aap dono haath rakhne par aap dono haatho se sabhio button tak aasani pahuch sakte ahi our screen par dekhte huye bina keyword ki tarah dekhe teji se typing kar sakte hai.
Kuch Aaise Laptop
Ab jaldi hai kuch Aaise bhi keyword ane wale hai jinhe chune ki koi jarurat nahi hai phir bhi typing ki ja sakti hai our ye keyword digital hoge matlab computer se ek Aaise roshani nikalegi jis se table ki satah par padegi jisse keyword ban jayega Aaise kiyeword F our J Button ko chukar feel nahi kiya jakega .Aaisi tarah se ab ise bhi laptop aa chuke hai jinhe tablet ke taur par bhi kaam me liye ja sakta hai Aaise me is tarah ke laptop me bhi software ke Aadhaar par keyword banata hia jinhe feel nahi ki jaa sakta hai