Hashtag ek prakar ka label ya phir Meta data hai jo ki social networking our micro blogging service par used kiya jata hai our aaj kal har koi social media ka used to karta hai our waha yah bhi chahta hai ki jab wah koi post kare ya koi photo dale to unki post ke bahut sare like our comment kiye jaye our unki post jyada se jyada logo tak pahuche to Aaisi ke liye yah technology banai gaye hai jise hashtag kahte hai aap sabhi logo ne facebook ,twitter our Instagram par aap logo ne aksar dekha hoga ki kisi bhi post ke age # ka sing lagaya huwa hota hai yah kisi bhi word ko lick par change karne ka kaam karta hai jaise ki agar hum likh de ge #Rajesh ye agar me facebook par likh du to yah ek link me change ho jayegi our is par click karte hi hum sare post padh sakte hai jisne bhi yah #rajesh lagaya huwa hoga .
Contents
Ye Hashtag kya hota hai .
Hashtag me aap Alphabet our number ka use kar skate hai lekin is me aap Special character ka used nahi kar sakte hai jab bhi apko hashtag par click karte hai to us se judi sabhi topic aapko instagram ya phir facebook par bhi dikhai dege. Isse koi bhi topic search karne me aasani hoti hai Aaise waja se iska used aajkal bahut hi jyada kiya ja raha hai .
Hoshtag ka used kaise kiya jaye
Agar aap ko apna koi bhi Article ko facebook ya twitter par post karte hai our chahte hai ki waha jyada se jyada logo tak pahuche our yah hi nahi balki aap bina koi paisa diye hi aap apne kisi bhi article ka Promotion bhi kar sakte hai lekin is ke liye aap ko is ka used is tarah se karna hoga jaisa ki #Aaisa #bhi#hota# hai ya phir #Aaisabhihota hai our #Aaisa-bhi-hota-hai in teen tariko se koi bhi accha hashtag ka used kar sakte haiis ke baad aapki post ko jyada se jyada logo tak pahuch payege .
- Aap kam likhe par Accha likhe taki logo ko apka article jaldi samjh me aa aajaye .
- Jab bhi aap hashtag ka used kare to us word ki Spelling bilkul sahi honi chahiye taki logo jyada se jyad share kare our pasnd kare.
- Ek post me aap 4 se jyada hashtag ka used na kare .
- Aap jabhi kisi topic par article likhte hai to usme usi ke bare me hashtag likhe agar aap ne koi koi our hashtag used kiya hai to isse user par bahut hi bura asar pad sakta hai .
Ab hashtag ke profits kya hai
- Yah kisi bhi brand ko promote karne ke liye bahut hi accha tarika hai isko sabse pehle twitter ne used kiya tha uske baad abhi yah Instagram ,facebook ,google plus ,pinterst ,google search jaise kai sare site par bhi used hone laga hai.
- Hashtag lagane ka sabse bada profit yah hai ki aap un logo ko dekh sakte hai jo ki kisi bhi brand kisi bhi event ya kisi promotion par aapni idea de rahe hai.
- Hashtag ek bahut hi accha suggestion hota hai jis se used apne hisaab ke topic chun sakte hai unko keval hashtag lagay huye link par click karna hai our uanke pass sabhi ki post aa jaye gi jo unse jude hoye hai.
Ab Hashtag ke loss
- Agar aap facebook par hashtag ka used karte hai to yah apki Privacy ko link karta hai is ki liye agar aap kisi personal Mater par kuch likha rahe hai to usme hashtag ka used bulkul bhi na kare .
- Yadi aap ne koi bhi photo upload ki hai to us par bhi aap hashtag ka used na kare kiyuki yadi aap hashtag ka used karte hai to yah unknown user ko bhi dikhai dega.
- Agar aap sahi tarah se hashtag ka used nahi karge to yah par app ko ignore kar diya jaye ga is liye aap apne article se related hashtag lagaye jisse ki apke article bahut jyada logo tak pahuche our log use pasnd bhi kare .
- Hashtag lagane se pahle aap apne article ko dhyan de pad le kiyuki agar aap galt word par hashtag lagte hai to waha istna popular nahi ho payega our na hi apki promoting ho payegi our yah bhi ho sakta hai ki apki site ko ignore kar diya jaye .
अब अपनी आवाज मे आसानी बनाए बॉलीवुड सॉन्ग
Bhul Gaye Mobile Number Aise Kare Pata