Election Commission of India (ECI) National voter ID Election Branch se Provided kiya gaya hai Format sheet hai aaj kal kai log Aaise hai jo 18 year yah phir is se jyada ke ho chuke hai lekin phir bhi abhi tak apna voter ID card nahi banwa paye hai kiyuki voter card banwane me unhe bahut hi maskat karni padti hai phir bhi kai logo ka voter card nahi banwa pate hai lekin waha bhi chahte hai ki unka bhi voter card ho our waha bhi apna vote de sake lekin unhe yah samjh nahi aata hai ki waha kaha par jakra banwaye Aaise to kai log hai jinhe pata hai ki voter ID card Collector office me yah phir kisi naye jagah par bhi banaye jate hai lekin waha Collector ke Documentation our waha ke bhag-daud se bahut hi pareshan ho jate hai is liye kai logo ne to 18 year ke ho jane ke baat bhi abhi tak apna voter card nahi banwaya hai lekin aaj hum unhe logo ke liye ek bahut hi acchi khush khabri lekar aaye hai ki waha ab apna voter card apne ghar baithe hi apne computer se ya mobile se bhi apna voter card banva sakte hai wo bhi colour full voter card to phir aaye jante hai kya hai is ki process.
Contents
Kya kare is ke liye
Colour voter ID card banwane ke liye aap ko kai jane ki koi jarurat nahi hai kiyuki ab voter ID card banwane ke liye aap ko sirf apne smart phone me internet data dalwana hoga Aaise ki help se aap ghar bhaithe hi colour voter ID card banwa sakte hai our is ke liye aap ko sabse pehle Election commission ki website www.nvsp.in par jana hoga is ke baad aap ko new registration par click karna hoga .
Aapni puri jaankaari bhare
registration par click karne ke baad aap ke pass from no. 6 open hoga is form me aapko apna email our mobile number feel karna hoga yah jaankaari dene se aap ko yah service mile gi ki aapse direct contact karna bahut hi aasan ho jayega phir is from me di gaye sabhi jaankaari ko aap sahi tarah se bhare our is ke sath hi apne jaruri document ko bhi upload karke submit kar de .
aapko in document ki jarurat padgi
Colour voter ID card banwane ke liye aap ko ek colour photo ki bhi jarurat padegi jisme White background hona jaruri hai is ke alava aapko voter ID card ka from summit karne ke liye aapko kai document ki bhi jarurat padegi jinhe aap from bharte time taiyar rakhe ye document jaise Passport, SSC mark sheets, birth certificates, PAN Kaur, driving Lainsens, Aadhaar card, bank passbook, phone bill, water bill, electricity bill ,LPG bill our income tax ka from 16 in me se aap ko kai dono document ko scan kar upload karna hoga .
Kuch galti ho jane par bhi aap Aaise thik kar sakte hai
Agar aap se from bharte time me koi galti ho jaye to aap use 15 din ke anadar use phir se thik bhi kar sakte hai lekin yaad rakhe ki aap sirf 15 dino me hi apne from ko edit kar sakte hai is ke baad nahi kar sakte hai is ke alava aap apne from ka Status bhi check kar sakte hai .
Apke document ko verify karne ke liye Officer aayega
Aap ne online process me from bharne ke liye job hi document laye the unko verify karne ke liye Booth Level Officer aapke ghar me aayga our un document ko check kare ga jinhe aap ne upload kiya tha is ke baad me kam se kam ek mahine ke andar-andar aapka Indian post ke dawara aapkavoter ID card apke ghar pe pahucha diya jayega .
Voter ID Card के लिए करें Online Apply, ऐसे करें Voter ID Card Download
Voter ID Card Correction : वोटर आईडी कार्ड मे कैसे करें ऑनलाइन बदलाव