internet se bhare duniya me aaj kal humare sare kaam bahut hi aasan kar diye hai our unhe me se ek kaam hai online banking karna jab hume apne paiso ka koi len-den karte hai kai baar isa ho jata hai ki humare paise galti se kisi our ke Account me Transfers ho jate hai Aaise to online banking karte time me hume bahut hi sare option milte hai lekin phir kabhi-kabhi humese ise galtiya ho jati hai jinse humare paise kisi dusre ke Account me Transfers ho jate hai jinme se koi logo is baad par koi dhyan nahi dete hai our kai log Aaise hote hai jo is baat se bahut pareshan ho jate hai. Our unhi logo ke liye aaj hum aap ko kuch ise tracks batane ja rahe hai jisse aapke online banking me agar aap ke paise kisi dusre ke Account me Transfers ho jaye to aap yah tracks apna kar apne sare paise waapas le sakte hai.
1. Jis bhi bank me aap ka Account hai us me Information de
Yadi aap se galti se kisi dusre Account me paisa chale jaye to turant hi aap apne Bank me is baat ki liye information de. Bank us dharak se baat-chit kar ke use paise waapas magega our yadi waha vykati pasie dene se mana kar de to us vykti ke khilaaf court me case kar sakte hai.
2.Dono ka Account ek hi bank me ho to profit aap ko hi hoga
Agar paise bhajbe wala paise galti se prapt karne wala vykati yadi dono ka ek hi bank me Account ho to bank ka process bahut hi jaldi hota hai. Reserve Bank ke terms our conditions ke hisaab se Labarti ke Account me shi Analysis dena Account link karne wale ki Responsibility hai our agar kisi wajah se Account dharak se number link karne me koi galti hoti hai to bank iske liye Responsibility nahi hoga our aapka personal case Enter karna padega.
best opinion thank you so much