WhatsApp our facebook chalna to ab sabhi ke liye bahut hi aam baat ho gaye hai kiyuki ab yah keval chatting ka App nahi raha hai is whatsApp me ab kai nai-nai Feature our Function aa gaye hai jaise Audio calls, Video calls, group chatting our kai prkaar ke documnet our files ko hum badi hi asani se share kar sakte hai. Jab whatsApp par itne sare nai feature jode jaa rahe hai to sabhi ke liye inke baare me jaanna our in ka used karna kaise kiya jata hai aaj hum kuch Aaise hi fearturs ke bare me jante hai.
Contents
1. Search fearturs
whatsApp me badhte huye massages me yaadi humaara koi jaruri massages kahi dab haye to aap search feature ki help se kisi bhi chat ya group me likhar us massages ko search kar sakte hai. Our is ke liye ap ko
•us chat ke option par click karna hoga
•phir search par click karke apna keyword likhna hoga
•aage ya piche ka result ko janne ke liye keyword ke samne vale chinho ke used karna hoga.
2. Apne kisi photo ya video me likhe yah Stickers jode
WhatsApp ke sath agar aap koi bhi photo lete hai ya koi video recoding karte hai to usme aap ko available koi bhi stickers jos sakte hai ya apna koi bhi massages uske upay type karke send kar sakte hai.
3. Kisi bhi contact ya group ka shortcut banaye
Agar aap ko ksi bhi vykati ka ya group ka koi chat karte hai to aap direct usi ki chat window me jane ke liye apne mobile par shortcht bhi bana sakte hai. Our is ke liye aap chat me jakar menu>more>Add shortcut par click kare.
4. Sabhi group se ek sath Exit hona
Agar aap apne mobile par bahut sare group me shaamil hai to un group se nikalne ke liye is ke liye aapko
•whatsApp ki prmukh window me jakar un sabhi group ko select karke phir top menu me Exit groups par click kare.
•Is ke baad me Exit par click karke un group se baahar aasani se ho sakte hai.
5. Bahut sare group ko ek sath mute karna
Agar aap whatsApp group me to rahna chahte hai lekin group me aane vale sabhi massage ke liye Notifications nahi prapt karna chahte hai to aapko us group ko mute karna hoga.
•whatsApp ki main window me ke se jyada group ko select kare .
•is ke baad me Sound of ke chinh par click karke un sabhi group ko ek sath mute kar de.