Unified payment inerface UPI yah Reserve Bank of India ke dawara shuru kiya gaya online payment karne ka ek tarika hai. UPI ek payment karne ka system hai joki 2 bank ke bich ka Funds transfer karne me help karta hai. UPI payment system ek smart phone ke Platform par kaam karta hai. is ka matlab jis ke pass me smart phone hai waha user cafi aasani se UPI ki help se aapna found transfer kar sakte hai our ab is digital duniya me UPI ki help se kai bhi paise bhejna itna aasan ho gaya hai jise kisi ko koi massage bhejna bass is ke liye aap ko ek UPI ka App download karna hoga .
UPI Kya Hai
UPI App USSD code ke dawara kaam karta hai is me aapko kisi bhi bank Acconut ki koi jaankaari nahi deni padti hai. jab bhi aapko found transfer karna ho to aap UPI digital payment kar sakte hai. yah cashless transaction karne ka sabse aacha our tej tarika mana jata hai.
UPI Kaise Kaam Karta Hai
UPI me hum kisi bhi prakar ka payment kar sakte hai jaise Money transfer, online shopping ki online payment karna na phir kisi bhi shop se kai maal me payment karna kiyuki us ke paise aap ke Account se cut jaye ge our jins aap ko payment karna hai unke pass aasani se pahuch jayege.
UPI App ek immediate payment service par hi aadharit hai. jiski help se kai bhi payment kuch hi Seconds me hi kar sakte hai. kai baar aap logo ne internet banking ke baare to suna hi hoga usi prakar se hi UPI our imps system par bhi kaam kiya jata hai. bas is me itna sa hi fark hai ki yah ek smart phone ke dawara hi used me liya jata hai.
UPI PIN Change कैसे करे जानिए आसान तरीका