Skype ek Aaisa software Application hai jo Users ko internet par voice calling karne ki permission deti hai our is service se kai user ko kiye gaye call our kuch desho me free number par call karna bhi free hota hai. Our jab ki Landlines our mobile phone par ek fee ke Return me hi call kiya jaa sakta hai .our yah ek Aaisa video calling service hai jiska used sabse jyada kiya jata hai . Our Aaisi karan is me kai new features bhi laye gaye hai. jo ki bahut hi majedar hai . Skype ki sabse khaas baate hai ki ye aapke PC me bina Account banaye hi is ka used kar sakte hai.
Skype ka yah feature keval skype for web me hi milta hai our ham is features ka user ek Gust room create kar sakte hai . is me logo ko bhi ek link bhejkar invite kiya ja sakta hai . our wo log us link par ek click kar ke our aapna naam dekar chat room ko join kar skate hai .is room me ham keval 24 ghante hi baate kar sakte hai our is gust room me kam se kam 300 logo shaamil ho sakte hai. iski sabse aachi baat yah hai ki isme groups ke sare members ke sath voice calling our video calling bhi ki ja sakte hai.
1. Skype for web open karna
Sabse pehle aapko apne PC ya phir laptop me skype for web ki website ko open karna hoga. Jiske baad hi aap waha chat room ko create kar sakte hai our gust ki link bhi paa sakte hai .
2. Start conversation
Jab bhi aap URL ko open karu ge to aap ko waha par aap ko do option mile ge jinme se ek start A conversation our dosra download ka usme se aap ko star A conversation par jaa kar click karna hoga.
3. Apna naam enter kare
Is ke baad aap se aap aapka naam pucha jaye ga our aapko aapka naam enter karna padega phir diye gaye start A conversation par click karna hoga .
4. Invite link
Ab aap ko Unique chat room lock ko garnet ho chuki hai is ke baad aap ko ise share kar sakte hai link ko copy karna hoga our jis bhi friends se baat chit karni hai hone ye link bheje de.
Skype New Features: अब Skype कॉल को कर सकेंगे रिकॉर्ड, Edit और Livestream