Aaj ke jamane me har vykati ke pass apna personal mobile hai. our ham kabhi bhi kahi bhi kisi ko bhi kai se bhi call kar sakte hai. lekin call karne liye hame apne mobile Balance hona bahut hi jaruri hota hai . nahi to ham kisi se bhi kahi bhi kabhi baat nahi kar sakte hai. our jab kabhi hame mobile me baat karti – karti balance katam ho jata
our hame argent call karna ho our apke Aass-pass koi recharge dukaan bhi nahi hai. to Aaisi problem me aap kya karege . our Aaisi problem ke liye hamne aap ke liye ek solution laye hai. jo aap ko ham dosre phone se apne phone me Balance transfer kar sakte hai. jaise
Airtel to Airtel me Balance transfer Aaise kare .
Apne phone ke deal box me *141# deal kare, Ab ek menu open hoga usme ye sab Points rahege .
1.Share talk time
2.Buy happy pack
3.Take loan/ask for talk time
4.Gift pack
5.Call me back sms
6.Account
7.Help
•Upar diye gaye kuch option me se aap ko 1 option select karna hoga
•menu open hoga uske jinta balance apko transfer karna hai. wo Enter kare
•mobile number dale jisme apko balance bhejna hai. 5 minute rooke aapka balance transfer ho jayega .
Networking
Yaadi aap RS 5 -30 Rs tak ka men balance transfer kar sakte hai. apke Account me kam se kam 10 Rs ka balance hona jaruri hai. kisi our number send karne ke liye aap 1 din me 5 baar our 1 month me 30 baar balance bhej sakte hai.
Idea to Idea me balance transfer
1.Apne phone ka deal box open kare .
2.151* likhe our iske Age (91) country cord Enter kare .
3.Fir uske baad aap mobile number Enter kare jisme aap balance bhejna chate ho .
4.Uske baad lagaatar Amount Enter kare our baad me # lgaakar deal kar de apka balance transfer ho gaya ,
Example .*151*9187××××××54*30#
Tata docomo to tata docomo me balance transfer .
Apne mobile me aap massage box open kare fir compose massage me jakar likhe
BT mobile number our use 54321 par send kar de
Reliance to Reliance (GSM) me balance transfer
•Sabse pehle deal open kare fir usme *367*3# ya fir *312*3# deal kare.
•Uske baad menu open hoga usme mobile number dale our Amount Enter kare uske baad default pin ka popup so hoga usme 1 Enter kar de balance ho jaygaa.
BSNL to BSNL me balance transfer
•Massage box open kare.
•Usme type kare Gift receiver mobile number
•Uske baad use 53733 ya 53738 send kar de .
Aircel to Aircel me balance transfer
1.Apne mobile me *122*66# deal kare .
2.Uske baad ek menu open hoga usme transfer option select kare uske baad menu so hoga . uske follow kare aap successfully balance transfer kar lege
NEFT, RTGS और IMPS क्या है, कौन सा Payment transfer करने का तरीका बेस्ट है?
Bina Internet Data kharch Kiye Bina Files Ko Kare Transfer