Ab tak aap apne paisa ATM me password ke dawara nikaalte hai. Lekin ab kuch time baad yah paisa password ke dawara nahi balki apki Aankho ke dawara hi machine paisa bahar nikaale gi .
our kuch logo ko apne ATM Card distils chori hone ka dar hamesa bana rahte hai. To un logo ke liye yah rahat ki news hai ki kuch time baad neeji area ke bank aane wale time me esi technology se lens ATM lane wale hai. Jo apki bank transaction ke liye barometric technology ke used par vichar kar rahe hai. Jane kaise our kiyu apki Aankho ki putliyo hi ATM se transaction ke liye apka password ban jayegi.
Es news ke mutaabik kuch badi bank ATM transaction ke liye iris recognition technology apnane par vichar kar rahi hai. Ye bank ATM transaction ke finger-paint scanner ka bhi used kar rahe hai. Yaani ATM se kisi bhi tarah transaction ke liye jaise aap debit Card ka pin Enter karte hai. Usi tarah me apke finger-paint ko scan karne ke baad hi transaction hoga .
duniya me sabhi ke finger-paint Alag –Alag hote hai. Yaani apke bina koi bhi apke paise ATM se nahi nikaal payega .
ATM Machine से Registered Mobile Number Change करना, Aadhaar Number Link करने की पूरी जानकारी