Laptop ho ya smart phone sab bina internet ke wast hai. Internet hai. To aap aap duniya bhar ki cheeje download kar sakte hai. Online movie dekh sakte hai. Ya software download kar sakte hai. Halaaki yah batane ki jarurt nahi ki user internet se kya kar sakte hai.
India me internet ka Slow chalna sabse badi Problem hai. Chahe computer par internet ho ya mobile me ho user ko Kafi problem Face karni padti hai. Internet ki speed kya hai. Kai baar company ka dawa to jyada speed ka karti hai. Lekin jab ham ek video dekhna chahe to aaram se dekh bhi nahi sakte hai. Jab aap Telecom ya internet Service Provider ko call karege to udhar se bataya jitney ki unhone speed ka dawa kiya tha wahi mil rahe hai.
Ham apko internet speed test karne ka sabse aasan tarika batate hai. Is ke jariye aap yah pata laga sakte hai. Ki company ne jitney speed ka commitment kiya utna company internet speed de rahi hai. Ya nahi aap is ke jariye company ko speed kam dene ka Challenge bhi kar sakte hai.
www.fast.com yah duniya ka sabse aasan speed test monitor website hai. Haal hi me video Streaming company Netflix ne ise Global lunch kiya hai. Apko internet browser me www.fast.com likhana hai. Our website open hote hi speed test shuru ho jayega apko kisi khaas option par click karne ki bhi jarurt nahi hogi .
www.fast.com ki is website ka user interface cafi aasan hai. Chand second me apko speed bata di jayegi yah apko ek option milega jiske jariye is speed ko Speedtest.net ki speed se Compare bhi kar sakte hai. Is me aachi baat yah hai. Ki is me apko Ads bhi nahi dikhege .
speedtest.net yah website duniya ki mashahur speed test me se ek website hai. Is ka user interfere Kafi Ezy hai. Is me internet ki downloading our uploading speed ke sath ping bhi pata chalta hai.
Is website me aap ko Najadiki Server select kar sakte hai. Jisse spees stick pata chal sake is ke alawa is me apko internet service Provider ka name our uski IP bhi dikhgi jisse apko jaankaari me Increase hoga .aap test kiye huye speed ko social media par share bhi kar sakte hai. Is website ko Android phone se Google play store se download kiya jaa sakta hai .
10 Best Website Speed Test Tool : Website की Speed Test कैसे करें?