Internet browser market share me Google chrome ki baadshah ke bare me har koi janta hai. Lunch ke baad se is ki sharing me lagaatar bathotari dekhne ko mili hai.
Google Chrome Is ki kai wajahe hai simple interferes ke karan kai user apne purane browser ko chodkar ise used karte hai. Lekin is dependable browser ke pawarfull features ke bare me kisi me shak nahi hona chahiye . yah kai kism ke features se lais hai. Chrome me kai ese majedar features hai. Jo apke browning ke experience our shaandaar banana ka kaam karte hai. Ham is lekh me un features ke bare me hi chrcha karege . sabhaw hai. Ki aap is me se kai features ke bare me pehle hi jante ho fir bhi iske bare me ek our baar jaan lene me koi burai bhi nahi hai.
Contents
PIN Tab
Kya apne koi esa web page khol rakha hai. Jise band nahi karna chahte . to PIN Tab features apki is chaht ko pura karne ka kaam karega. Ise used karne ke liye Tab par Right click kare fir PIN Tab par click iske baad yah Tab permanent page ban jayega . yah page Browser ke baye kone me jakar hamesha ke liye fix ho jayega .
Chrome ka address baar me kare Plus-minus
Apko to pata hi hoga ki chrome ka Address baar Google ke search ke tor par bhi kaam karta hai. Lekin kya aap jante hai. Ki yah ek Calculators ki bhi role nibhaa sakta hai. Aap search me 12+50 type kare our chan second ka injaar kare our is plus ka natija 62 apne aap hi ane lagega.
Chrome ko banaye file manager
Computer me kisi file ko tlashane ke liye ham our aap windows Explorer ka used karte hai. Yah file manager ke tor par kaam karta hai. Kya aap jante hai. Ki kisi file tak pahuchne ke liye aap Google chrome ka bhi used kar sakte hai. Apko Address bar me file :///C:/ type karna hai. Sare folder apke samne hoge .
PDF Reader ka kaam karega Google Chrome
Agar apke system me koi PDF Resder nahi hai. Our ek PDF file Khulne ki jarurat hai. To pareshaan hone ki baat nahi PDF file ko sidhe Chrome ke new tab par drag karke drop kar de . yah file khul jayegi.
Task manager
Aap un web page ko shat daunt kar sakte hai. Jo upload hone me jyada waqt le rahe hai. Iske liye apko liye apko Browser band karne ki bhi jarurat nahi padegi. Esa karne ke liye settings ke baad mor tools me jaye fir task manager me aap har tab dawara used kiye ja rahe memory our CPU Resource ke bare me bhi jaan payege .
Kya aap bhi Google Chrome ke kisi majedar feature ke bare me janete hai. Niche diye gaye comment box ke jriye hame bataye .
Chrome ban jayegaa Audio-video player
Aap apne chrome Browser ka used Audio-video play ke tor par bhi kar sakte hai. Bas file ko drag karke chrome Browser par drop kar dijiye . Google Chrome age ka kaam khud-B-khud kar dega.
Download kiye hoye file ko drag our drop kare
Aap asani se chrome me download kiye hoye file ko shidhaa ya apni chaht ke kisi our folder me bhej sakte hai. Yaani file download hone ke baad us tak pahochne ke liye baar-baar download location me jane ki jarurat nahi padegi .
Google Chrome का Use करते है तो इन फीचर्स के बारे में जरुर जान ले
Google Chrome Features : गूगल क्रोम का इस्तेमाल करते हैं तो जरूर जानें ये 7 फीचर्स
Aacha jankari dhaywad